hardum rote hi h tujhe yaad krke,
aaj ek khayal man m aaya....ki...
kya tere saath
dukh k pal jyada jiye hmne...
dil ne awaz di ...
nahi hmari gudiya kisi ko dukhi ni karti.....
to socha...
chlo tumhe b hasaya jaye...
ek maa ke dil ko ab behlaya jaye....